Khwaja Garib Nawaz R-A Ki Zinda Karamat
Hazrat Khwaja Garib Nawaz R-A Ki Hayate Paak
Aap Ka Sajra-E-Nasab Tarikh Me Kuch Yun Likha Hua Hai.
Hazrat Imam Ali R-A
Hazrat Imam Hussain R-A
Hazrat Imam Zainul Aabedin R-A
Hazrat Imam Bakar R-A
Hazrat Imam Mohammad Jafare Sadik R-A
Hazrat Imam Musa Kazim R-A
Hazrat Imam Ali Musa R-A
Hazrat Imam Mohammad Taki R-A
Hazrat Imam Ali Naki R-A
Hazrat Musa R-A
Hazrat Askari R-A
Hazrat Mehdi R-A
Hazrat Khwaja Abdul Aziz Hussain R-A
Hazrat Khwaja Najmuddin Tahir R-A
Hazrat Hasan Ahmed R-A
Hazrat Khwaja Ghiyasuddin Hasan R-A
Hazrat Khwaja Garib Nawaz Moinuddin Chishti Ajmeri Sanjari R-A
Aap Ki Wiladat 14 Rajjabul Murajjab 530 Hijri 18 April 1136 Isvi Baroz Itwar Maghrib Ke Waqt Asfan Shehar Ke Ek Kasbe Sanjar Me Hui.
Aap Ke Walid Ka Naam Hazrat Khwaja Ghiyasuddin Hasan R-A Bin Hazrat Ahmed Hussain R-A Hai, OR Aap Ki Walidah Ka Naam Hazrat Bibi Ummul Wara Mahe Noor Binte Sayyed Dawood R-A Hai.
Aap Walid Ki Taraf Se Hussain Sadaat Hain OR Walidah Ki Taraf Se Hasani sadaat Hain.
Aap Ki Jab Wiladat Hui To Aap Ke Sine Pe Ek Til Tha Jis Ki Shabi Arbi Zuban Me Allah Jiasi Thi Us Till Ko Dekh Ke Pura Khandan Aap Par Fakhr Kya Karta Tha.
Aap R-A Ki Zinda Karamat Ka Waqia Is Video Me Dekhen