Isha Ki Namaz Ka Tarika
Time :- Isha Ki Namaz Ka Waqt Magrib Ki Namaz Ke Baad Se Shuroo Hota Hai Aur Subha Sehar Tak Rehta Hai
Rakaaten :- Isha Me Kul 17 Rakaaten Hain,
Pehle 4 Rakaat Sunnat
Fir 4 Rakaat Farz
Fir 2 Rakaat Sunnat
Fir 2 Rakaat Nafil
Fir 3 Rakaat Witr Wajib
Fir 2 Rakaat Nafil
Ab Niyat Is Tarha Karen :-
Isha Ki 4 Rakaat Sunnat Namaz Ki Niyat :- Niyat Ki Me Ne 4 Rakaat Sunnat Namaz Isha Ki Sunnat Rasoolallah Ki Waste Allah Talaa Ke Muh Mera Kaba Sharif Ki Taraf Allahu Akbar.
Isha Ki 4 Rakaat Farz Namaz Ki Niyat :- Niyat Ki Me Ne 4 Rakaat Farz Namaz Isha Ki Waste Allah Talaa Ke Muh Mera Kaba Sharif Ki Taraf Allahu Akbar.
Note :- Agar Farz Namaz Imam Ke Piche Padhen To Is Tarha Niyat Karen :- Niyat Ki Me Ne 4 Rakaat Farz Namaz Zohar Ki Waste Allah Talaa Ke Piche Is Imam Ke Muh Mera Kaba Sharif Ki Taraf Allahu Akbar.
Isha Ki 2 Rakaat Sunnat Namaz Ki Niyat :- Niyat Ki Me Ne 2 Rakaat Sunnat Namaz Isha Ki Sunnat Rasoolallah Ki Waste Allah Talaa Ke Muh Mera Kaba Sharif Ki Taraf Allahu Akbar.
Isha Ki 2 Rakaat Nafil Namaz Ki Niyat :- Niyat Ki Me Ne 2 Rakaat Nafil Namaz Isha Ki Waste Allah Talaa Ke Muh Mera Kaba Sharif Ki Taraf Allahu Akbar.
Isha Ki 3 Rakaat Witr Wajib Ki Namaz Ki Niyat :- Niyat Ki Me Ne 3 Rakaat Namza Witr Wajib Isha Ki Waste Allah Talaa Ke Muh Mera Kaba Sharif KI Taraf Allahu Akbar.
Isha Ki 2 Rakaat Nafil Namaz Ki Niyat :- Niyat Ki Me Ne 2 Rakaat Nafil Namaz Isha Ki Waste Allah Talaa Ke Muh Mera Kaba Sharif Ki Taraf Allahu Akbar.
Fir Iske Baad Jis Tarha Namaz Ada Ki Jati Hai Waise Namaz Ada Karen. Agar Aap Namaz Ka Mukammal Tarika Sikhna Chahate Hain To Is Link Par Click Karen.
Link :- Namaz Ka Mukammal Aur Sahi Tarika
Arabic Niyat Ye Karen :-