Breaking Tracker

Mahe Ramzan Ke 9th Roze Ka Wazifa | Ramzan Ke Wazaif

  Ramzan Ke 9th Roze Ka Wazifa


Fajr Ki Namaz Ke Baad 11 Baar Surah Tauba Ki Akhri 2 Ayat Padhen.



Zohar Ki Namaz Ke Baad Surah Bakrah Ka Pehla Ruku 11 Baar Padhen.




Asar KI Namaz Ke Baad 21 Baar Surah Al-Imran Ki Ayat No 26 Padhen.




Magrib Ki Namaz Baad Surah Bakrah Ki Akhri 2 Ayat Padhen.




Isha Ki Baad 4 Rakaat Nafil Namaz Padhen.




Allah Taala Sab Ki Tamam Mannate Muraden Puri Aata Farmaye Aur Jo Bimar Hai Use Shifa Aata Farmaye

Jo Pareshan Haal Hai Uski Pareshani Door Farmaye....Aameen


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.