Breaking Tracker

Mahe Ramzan Ke 18 Roze Ka Wazifa | Ramzan Ke Wazaif

 Mahe Ramzan Ke 18 Roze Ka Wazifa


Fajr Ki Namaz Ke Baad 11 Baar Surah Tauba Ki Akhiri 2 Ayat Padhen.




Zohar Ki Namaz Ke Baad 33 Baar Surah Jumah Ki Ayat No 4 Padhen.




Asar Ki Namaz Ke Baad Surah Talak Ki Ayat No 3 Padhen.




Magrib Ki Namaz Ke Baad 21 Baar Dua E Karb Padhen.




Isha Ki Namaz Ke Baad 1 Baar Surah Yasin Padhen.





Allah Taala Sab Ki Tamam Mannate Muraden Puri Aata Farmaye Aur Jo Bimar Hai Use Shifa Aata Farmaye

Jo Pareshan Haal Hai Uski Pareshani Door Farmaye....Aameen


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.